Rishi Kapoor Shayari
Rishi Kapoor Shayari |
Rishi Kapoor Shayari |
Har ishq ka ek waqt hota hai ... woh hamara waqt nahi tha ... par iska yeh matlab nahi ki woh ishq nahi tha
Baadshahat bhaichare ko nahi dekhti
Tu saath hokar bhi saath nahi hoti ... ab toh rahat mein bhi rahat nahi hoti
Hum sainkadon janam lete hai ... kabhi pati patni bankar, kabhi premi bankar, toh kabhi anjaane bankar ... lekin milte zaroor hai aakhir mein ... nahi milenge toh kahani khatam kaise hogi ... isse pyar kehte hai
Sharaab peene de masjid mein bahetkar ghalib ... yah woh jagah dikha de jahan khuda na ho
Nawazish, karm, shukriya, meherbani ... mujhe baksh diya aapne zindagani
Hum aaj joh faisla karte hai ... wahi hamare kal ka faisla karega
Zinda laane ki zaroorat nahi ... murde bhi chalenge
Sabhi insaan ek jaise hi toh hote hai ... wahi do haath, do paun, aankhen, kaan, chehra ... sabke ek jaise hi toh hote hai ... phir kyun koi ek, sirf ek aaisa hota hai ... joh itna pyara lagne lagta hai ... ke agar uski liye jaan bhi deni padhe ... toh haste haste di ja sakti hai
Duniya ke sitam yaad, na apni hi wafaa yaad ... ab kuch bhi nahi mujhko mohabbat ke sivah yaad
Mohabbat reet rivaaz nahi maanti ... aur na hi woh lafzo ki mohtaj hai
You have bloody piles in your brains
No comments:
Post a Comment